Here are some quotes, lines, facts, and Shayari on life in the language - Roman English, Hindi, Urdu.
Shayari on life in the language - Roman English, Hindi, Urdu {Latest 2k20}
Udaas rehna ki wazah toh bahut hai..
Zindagi mein par Be-Wazah khush rehne ka maza hi kuch aur hai..
Samne Manzil To Raste Na Modna,
Jo Man Me Ho Wo Khwab Na Todna,
Har Kadam Par Milegi Safalta aapko,
Bas Aasman Chhune Ke Liye Zameen Na Chhodna….
Tere sath me sanwar gai zindagi hamari,
Humare liye sab se badkar hai khushiyan tumhari …
Aur na koi tammana hai na chaahat hai,
Bas tum sath raho ye khwashish hai humari …
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha,
Aakhon Ko Dekha Per Dil Mein Utr Kar Nahi Dekha,
Pathar Samajhate Hain Mujhe Mere Chahne Wale,
Hum Toh Mom Hain Kisi Ne Chhoo Kar Nahi Dekha …
50 gram ka mobile bhaari pad gaya hai rishton pe
baatein to har koi samajh leta hai
par mujhe wo insaan chahiye jo meri khamoshi samajh sake
kisi ki achai ka fayda mat uthao
ki wo bura banane ke liye majboor ho jaaye
shayari on life, best life shayari, shayari on zindagi,life quotes,
yeh zindagi jo aap jee rahe hai
kisi ke liye yeh bhi ek sapna hai
latest best Shayari on life, best life quotes, Zindagi Shayari,, life Shayari in roman English Hindi
ayroon ke liye jeete thee toh kisi ko shikaayat na thi
thoda sa apne liye kya socha zamana dushman ban gaya
aachi zindagi jeene ke liye ye maan na zaruri hai ki
SAB KUCH har insaan ko nahi mil sakta
best shayari on life, best life quotes, zindagi shayari,,life shayari in english hindi,shayari on life in urdu, deep shayari on life
samay accha ho toh apki galti bhi majak lagti hai
aur samay kharab ho toh majak bhi galti ban jati hai
true lines on life, best lifelines, best life quotes, best Zindagi Shayari in urdu,
zindagi main hamesha aise logon ko pasand karo
jinka dil chehre se zyada khoobsurat hai
zindagi ka matlab dhundta hoon iss matlabi duniya me
jo apna dimag nahi badal sakte
wo kuch bhi nahi badal sakte
jab chalna nahi aata tha tab koi girne nahi deta tha
jab chalna seekh liya har koi girane laga hai
jab rishtoon main ziid aur badla aa jaye
toh rishtey kamzoor hote hote khatam ho jaate hain
insaan khud ki nazar main sahi hona chahiye
duniya toh bhagwaan se bhi dukhi hai
bezzati aur shaadi tabhi acchi lagti hai
jab dusron ki hoti hai
tum mujhe trust do
main tumhein dhoka doonga
insaan akela aata hai or akela jaata hai